Jai Shree Krishna!! Devotees here we have shared Are Dwarpalo Bhajan. This Krishna Bhajan is depicting the Friendship of Lord Krishna and Sudama. They both were very true friends from the beginning when they study together. One day Sudama's wife said to him that why don't you go to your friend for the help as they were very poor. Sudama had no interest to take help from Krishna. But his wife forcing him again and again to go to Krishna for help. Sudama reached to the Dwarka Nagri where just arrived to the Krishna's Mahal but Dwarpaal denied him to enter the Palace. Then Sudama said Are Dwarpalo Kaniya se Kehdo ke Dar pe Sudama Garib Aa Gya Hai.We have attached Are Dwarpalo Song Video here you can listen all the dialogues.
Are Dwarpalo Lyrics in Hindi
Are Dwarpalo Bhajan Lyrics
Dkho Dkho yh Gribi yeh Gribi kaha le
Krishna ke dwar pe biswas leke aaya hoon
Mere bachpan ka yeaar hai mera Shyam
Yeh hi soch kar mein aash kar ke aaya hoon
Are dwarpalo Kanhaiya se keh do - २
Ke dar pe Sudama karib aagaya hai - २
Haa - bhtakte bhtakte naa jaane kaha se
bhtakte bhtakte naa jaane kaha se
Tumharen mahal ke karib aagaya hai
Tumharen mahal ke karib aagaya hai
O Are dwarpalo uss Kanhaiya se keh do
Ke dar pe Sudama karib aagaya hai - २
Naa sarpe hai pagri naa tan pe hai jaama
Baatado Kanhaiya ko naam hai Sudama
Ha baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama - २
Nah sar pe hai pagri
Nah tan pe hai jaama
Bata do Kanhaiya ko naam hai Sudama
Ho naa sar pe hai pagri naa tan pe hai jaama
Baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama
Ho baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama
Ek baar Mohan se ja kar ke kah do
Tum ek baar Mohan se ja kar ke kahe do
Ke milne sakha pad nasib aa gaya hai - २
Are dwarpalo Kanhaiya se keh do
Ke dwar pe Sudama karib aageyaa hai - २
Sunte hi doude chale aaye Mohan
Laagaya gale se Sudama ko Mohan
Ha Laagaya gale se Sudama ko Mohan - ३
Hua Ruksmani ko bahut hi achambha - २
Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai - २
Barabar pe apne Sudama ko bithaye
Charan aansuon se shyam ne dhulaye - ३
Na ghabraao pyare jara tum Sudama
Khushi ka shama tere karee baa gaya hai - ३
Comments